1. Focus on self-study and prepare thoroughly. Understand the syllabus of Library Science in detail, grasp key concepts, and learn the basics of research.

Matlab: khud se jitna padh sakte hai padhiye aur Blib ka syllabus jo hai wo ache se smjh ke padhiye.

2. Solve previous NET exam questions for better understanding. Study papers 1, 2, 3, 4, 5, 6, and 15 from ePG Pathshala.

Matlab: NET ke questions kijiye ache se aur ePG Pathshala ke paper no. 1, 2, 3, 4, 5, 6, and 15 ko padhiye syllabus esse cover hojayega maximum.

3. Practice solving volumes daily. Attempt quizzes regularly for revision.

Matlab: Maine jo volumes diye hai usko ache se kijiye daily aur quiz bhi daily kijiye.

4. Dedicate the last month to focusing on the General Paper. Use YouTube to clarify concepts in Hindi, English, Maths, etc.

Matlab: Last ke ek month general zyda padhiyega aur library science kam. Youtube se concept clear kijiyega Hindi, English Maths, aur baqi ke.